Skip to main content

Top Class Urdu Ghazal

Kabhi ruk gaye
Kabhi chal diye
Kabi chalte chalte bhatak gaye,

Yun he umr sari guzaar di yun he zindagi k sitam sahay.

Kabhi neend mein
Kabhi hosh mein
Tu jahan mili
Tujhe dekh kr,

Na nazar mili
Na zuban hili
Yunhi sar jhuka k guzar gaye.

Kabhi zulf per
Kabhi chashm per
Kabhi tere haseen wujood per,

Jo pasand thay
Meri kitab mein
Wo shair sarey bikhar gaye.

Mujhe yaad hai
Kabhi aik thay
Magar aaj hum hain juda juda,

Wo juda huay
To sanwr gaye
Hum juda huay
To bikhar gaye.

Kabhi arsh per
Kabhi farsh per
Kabhi unke darr
Kabhi darbadar,

Ghum-E-Aashiqi
Tera shukriya
Hm kahan kahan se guzar gaye.

Comments

Popular posts from this blog

Sindhi Shayari | Sindhi Poetry Pics & SMS

Poetry is beautiful not only in Urdu there are many different languages in Pakistan & India that truly sweet for poetry like Sindhi. I see that people around the states of this language love to read the poetry in their local languages.  In this post I,m only discussed Sindhi Poetry and Shayari Yes I will be share Beautiful Sindhi Shayari and Sindhi Poetry Pics with SMS collection to express your heart feelings. That is an awesome and such a great collection of 2 lines Sindhi Shayari with Sad Sindhi Poetry that truly amazing. Keep enjoy and share with friends following images. Sindhi Shayari SMS Gulan maan Gulab sutho tho lagy, Her chehray tey Hijaab sutho tho lagy, Awhan Humesha Khilanda raho, Asaan khay awhaanjo Iho andaaz sutho tho lagy. Diye Shaan Diyo Bhaiyo Dosto Wari Kujh Umeedoon Jiyariyo Dosto, Jaffa Men Ta Herr Ko Aa Agty Hitte Waffa Khe Awhan Lahoo Piyariyo Dosto. Zehr jinhi jee zindagi, dukha jinhi jo dil, se kyun sumhan sej, jenh g sangat aa sooran san. Tuhinji Judaai

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 2

Mairy leyai to yai bhi azeyat ki bat the Tujh ko bhi haal-e-Dil sunana parha Os saadgi py kon na mar jayai A khuda Larty hai aur hath mein talwaar bhi nahe Wo chala gaya mujhy chor kar mai badal na paya aadatain Osy sochna osy chahna maira aaj bhi maamol hai Beemar han mai taire akheya da Deedar karwa mein bach jaawa Bas aik tu hi sabab tu nahe udaasi ka Tarah tarah kai dil ko malaal hoty hai Dil kyun kheencha jata hai os ki taraf A khuda Kya os ny bhi mujhy hasil karny ki dua mangi hai Bai as ki aankh sy tapaknai wala aansu Kitni hi ibadato par foqeyat ly jata hai Aajazi � minnat� khushAmad� iltija Aur mein kya kya karun �. Mar jaun kya Muhabbat basa kai maire aankho mai Saans saans ka mujhy muhtaaj kar de Saaqi taire sharaab mein talkhi ki kami hai Laa jam es mai dard-e-Muhabbat nachor do

Dosti, Pashto Poetry About Friendship,

Za Ghareeb Shwam Ka MeWakht Da Dostai Teer Sho ?? Heeravi Me Nan Da Meene Dostaan Wali ???